Bollywood Masala
Bollywood Masala

Karan Johar ne kiya Khulasa No Filter Neha show mein!!!


 Set Favorite    Watch Later     Embed URL


Bollywood Masala


Published on Jan 17, 2019
Karan Johan jaane jaate hai apne bindaas aur mazakiya andaaz ke liye, phir kyu a unhe controversies ka saamna karna pade. Haali mein Karan pahuche Neha Dhupia ke show - No Filter Neha ; is show mein baa baat mein KJO ne kiya apne life ka rachnatmak khulasa. Baato mein Neha ne unhe pucha ki Unki recent Europe Trip ke dauraan unhe airport par 14 bags ke saath dekha gaya tha. Aisa toh tab hota hai sab log desh chod kar jaate hai, toh wo aisa kyu tha? Ispe Karan ne kaha woh apni London trip par jaa rahe the teen-chaar din ke liye. Unhone bataya London ka mausam badalne wala tha, thandi jaane waali thi aur garmi aane wali thi. Issi ke chalte woh kaafi confuse the oh leliye unhone bahut saare kapde har mausam ke liye. Unhone apne jeevan ka yeh bhi khulasa kiya ke woh apne saath bahut se undergarments leke jaate hai kyunki unhe wash kare ka time nahi hota!! Unhone yeh bhi bataya ki woh 'Din mein teen baar underwear badalte hai'!!!
(read more)



More